Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

raat gahri thi phir bhi sawera sa tha

Zehra Nigaah

raat gahri thi phir bhi sawera sa tha

Zehra Nigaah

MORE BYZehra Nigaah

    raat gahrī thī phir bhī saverā thā

    ek chehra ki āñkhoñ meñ Thahrā thā

    be-charāgī se terī mire shahr-e-dil

    vādī-e-sher meñ kuchh ujālā thā

    mere chehre sūraj use yaad hai

    bhūltā hai palak par sitāra thā

    baat kiije to khulte the jauhar bahut

    dekhne meñ to vo shaḳhs saada thā

    sulh jis se rahī merī tā-zindagī

    us saare zamāne se jhagḌā thā

    raat gahri thi phir bhi sawera sa tha

    ek chehra ki aankhon mein Thahra sa tha

    be-charagi se teri mere shahr-e-dil

    wadi-e-sher mein kuchh ujala sa tha

    mere chehre ka suraj use yaad hai

    bhulta hai palak par sitara sa tha

    baat kije to khulte the jauhar bahut

    dekhne mein to wo shaKHs sada sa tha

    sulh jis se rahi meri ta-zindagi

    us ka sare zamane se jhagDa sa tha

    Source:

    Waraq (Pg. 84)

    • Author: ZEHRA NIGAAH
      • Edition: 1980
      • Year of Publication: 1980
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now