Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rahe hai ru-kash-e-nishtar har aabla dil ka

Mamnoon Nizamuddin

rahe hai ru-kash-e-nishtar har aabla dil ka

Mamnoon Nizamuddin

MORE BYMamnoon Nizamuddin

    rahe hai rū-kash-e-nishtar har aabla dil

    ye hausla hai koī balbe-hausla dil

    abas nahīñ hai ye vābasta-e-pareshānī

    kisī zulf ko pahuñche hai silsila dil

    hujūm-e-ġhamza-o-ḳhail-e-karishma lashkar-e-nāz

    ajab sipāh se Thahrā muqābla dil

    kahūñ maiñ kyā ki huā kaise be-jagah maa.il

    hai apne baḳht shikva nahīñ gila dil

    shab-e-firāq ne chhoḌā na sabr-o-tāb-e-shakeb

    lagī ye aag ki asbāb sab jalā dil

    rahe hai ru-kash-e-nishtar har aabla dil ka

    ye hausla hai koi balbe-hausla dil ka

    abas nahin hai ye wabasta-e-pareshani

    kisi ki zulf ko pahunche hai silsila dil ka

    hujum-e-ghamza-o-KHail-e-karishma lashkar-e-naz

    ajab sipah se Thahra muqabla dil ka

    kahun main kya ki hua kaise be-jagah mail

    hai apne baKHt ka shikwa nahin gila dil ka

    shab-e-firaq ne chhoDa na sabr-o-tab-e-shakeb

    lagi ye aag ki asbab sab jala dil ka

    RECITATIONS

    Fasih Akmal

    Fasih Akmal,

    Fasih Akmal

    rahe hai ru-kash-e-nishtar har aabla dil ka Fasih Akmal

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now