Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rahta hai kab ek rawish par aasman

Sardar Genda Singh Mashriqi

rahta hai kab ek rawish par aasman

Sardar Genda Singh Mashriqi

MORE BYSardar Genda Singh Mashriqi

    rahtā hai kab ik ravish par āsmāñ

    khātā hai chakkar pe chakkar āsmāñ

    kar diyā barbād ik dam meñ mujhe

    kyā kiyā ne sitamgar āsmāñ

    aah karte haiñ hazāroñ dil-figār

    par na TuuTā terā ḳhanjar āsmāñ

    rauñd Dālūñ paañv ke nīche tujhe

    dil meñ aatā hai jafā-gar āsmāñ

    raat ko barsātā hai patthar agar

    din ko barsātā hai aḳhgar āsmāñ

    rahta hai kab ek rawish par aasman

    khata hai chakkar pe chakkar aasman

    kar diya barbaad ek dam mein mujhe

    kya kiya tu ne sitamgar aasman

    aah karte hain hazaron dil-figar

    par na TuTa tera KHanjar aasman

    raund Dalun panw ke niche tujhe

    dil mein aata hai jafa-gar aasman

    raat ko barsata hai patthar agar

    din ko barsata hai aKHgar aasman

    Source:

    Deewan-e-Mashriqi (Pg. e-204 p-208)

    • Author: Sardar Genda Singh Mashriqi
      • Edition: 1989
      • Publisher: Sardar Kulwant Singh
      • Year of Publication: 1989
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now