aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rondi hui hai kaukaba-e-shahryar ki

Mirza Ghalib

rondi hui hai kaukaba-e-shahryar ki

Mirza Ghalib

MORE BYMirza Ghalib

    roñdī huī hai kaukaba-e-shahryār

    itrā.e kyuuñ na ḳhaak sar-e-rahguzār

    jab us ke dekhne ke liye aa.eñ bādshāh

    logoñ meñ kyuuñ numūd na ho lāla-zār

    bhūke nahīñ haiñ sair-e-gulistāñ ke ham vale

    kyūñkar na khā.iye ki havā hai bahār

    rondi hui hai kaukaba-e-shahryar ki

    itrae kyun na KHak sar-e-rahguzar ki

    jab us ke dekhne ke liye aaen baadshah

    logon mein kyun numud na ho lala-zar ki

    bhuke nahin hain sair-e-gulistan ke hum wale

    kyunkar na khaiye ki hawa hai bahaar ki

    Source:

    Deewan-e-Ghalib Jadeed (Pg. 425)

    • Author: Mirza Ghalib
      • Publisher: Madhya Pradesh Urdu Academy, Bhopal
      • Year of Publication: 1982
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now