Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

samundar ye teri KHamoshiyan kuchh aur kahti hain

Khushbir Singh Shaad

samundar ye teri KHamoshiyan kuchh aur kahti hain

Khushbir Singh Shaad

MORE BYKhushbir Singh Shaad

    samundar ye tirī ḳhāmoshiyāñ kuchh aur kahtī haiñ

    magar sāhil pe TuuTī kashtiyāñ kuchh aur kahtī haiñ

    hamāre shahr āñkhoñ ne manzar aur dekhā thā

    magar aḳhbār ye surḳhiyāñ kuchh aur kahtī haiñ

    ham ahl-e-shahr ḳhvāhish ki mil-jul kar raheñ lekin

    amīr-e-shahr dilchaspiyāñ kuchh aur kahtī haiñ

    samundar ye teri KHamoshiyan kuchh aur kahti hain

    magar sahil pe TuTi kashtiyan kuchh aur kahti hain

    hamare shahr ki aankhon ne manzar aur dekha tha

    magar aKHbar ki ye surKHiyan kuchh aur kahti hain

    hum ahl-e-shahr ki KHwahish ki mil-jul kar rahen lekin

    amir-e-shahr ki dilchaspiyan kuchh aur kahti hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now