Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sanbhaal lete zara sa to saKHt ho jata

Shakeel Azmi

sanbhaal lete zara sa to saKHt ho jata

Shakeel Azmi

MORE BYShakeel Azmi

    sañbhāl lete zarā to saḳht ho jaatā

    kuchh dinoñ meñ ye paudā daraḳht ho jaatā

    laboñ se chhūT ke dīvār-e-dil se lagtā

    mirī zabān patthar karaḳht ho jaatā

    mirī uḌaan kisī shai ke kaam aa jaatī

    mirā ḳhayāl parindoñ baḳht ho jaatā

    jo na thā to tirī yaad kyoñ nahīñ aa.ī

    na.e safar ke liye kuchh to raḳht ho jaatā

    bas ek lafz ne jumle laaj rakh 'shakīl'

    vagarna baat andāz saḳht ho jaatā

    sanbhaal lete zara sa to saKHt ho jata

    kuchh hi dinon mein ye pauda daraKHt ho jata

    labon se chhuT ke diwar-e-dil se ja lagta

    meri zaban ka patthar karaKHt ho jata

    meri uDan kisi shai ke kaam aa jati

    mera KHayal parindon ka baKHt ho jata

    jo tu na tha to teri yaad kyon nahin aai

    nae safar ke liye kuchh to raKHt ho jata

    bas ek lafz ne jumle ki laj rakh li 'shakil'

    wagarna baat ka andaz saKHt ho jata

    Source:

    Dhoop Dariya (Pg. 78)

    • Author: Shakeel Azmi
      • Publisher: Jawaz Publications, Malegaon
      • Year of Publication: 1996
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now