Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shayad aaghaz hua phir kisi afsane ka

Shakeel Badayuni

shayad aaghaz hua phir kisi afsane ka

Shakeel Badayuni

MORE BYShakeel Badayuni

    shāyad āġhāz huā phir kisī afsāne

    hukm aadam ko hai jannat se nikal jaane

    un se kuchh kah to rahā huuñ magar allāh kare

    vo bhī mafhūm na samjheñ mire afsāne

    dekhnā dekhnā ye hazrat-e-vā.iz na hoñ

    rāsta pūchh rahā hai koī mai-ḳhāne

    be-ta.alluq tire aage se guzar jaatā hai

    ye bhī ik husn-e-talab hai tire dīvāne

    hashr tak garmi-e-hañgāma-e-hastī hai 'shakīl'

    silsila ḳhatm na hogā mire afsāne

    shayad aaghaz hua phir kisi afsane ka

    hukm aadam ko hai jannat se nikal jaane ka

    un se kuchh kah to raha hun magar allah kare

    wo bhi mafhum na samjhen mere afsane ka

    dekhna dekhna ye hazrat-e-waiz hi na hon

    rasta puchh raha hai koi mai-KHane ka

    be-talluq tere aage se guzar jata hai

    ye bhi ek husn-e-talab hai tere diwane ka

    hashr tak garmi-e-hangama-e-hasti hai 'shakil'

    silsila KHatm na hoga mere afsane ka

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Kusum Sharma

    Kusum Sharma

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    shayad aaghaz hua phir kisi afsane ka Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now