Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shukriya tera ki gham ka hausla rahne diya

Mazhar Imam

shukriya tera ki gham ka hausla rahne diya

Mazhar Imam

MORE BYMazhar Imam

    shukriya terā ki ġham hausla rahne diyā

    be-asar kar duā dast-e-duā rahne diyā

    munsifī shor-e-mahshar gūñjtā rahne diyā

    sab dalīloñ ko sunā aur faisla rahne diyā

    ai ḳhudā mamnūn huuñ terā ki mere phuul meñ

    ne ḳhushbū-e-havas rañg-e-vafā rahne diyā

    kuchh ishāre itne mub.ham itne vāzeh itne shoḳh

    dāstāñ saarī sunā mudda.ā rahne diyā

    ek nāz-e-be-takalluf mere tere darmiyāñ

    dūriyāñ saarī miTā diiñ fāsla rahne diyā

    shukriya tera ki gham ka hausla rahne diya

    be-asar kar di dua dast-e-dua rahne diya

    munsifi ka shor-e-mahshar gunjta rahne diya

    sab dalilon ko suna aur faisla rahne diya

    ai KHuda mamnun hun tera ki mere phul mein

    tu ne KHushbu-e-hawas rang-e-wafa rahne diya

    kuchh ishaare itne mubham itne wazeh itne shoKH

    dastan sari suna di muddaa rahne diya

    ek naz-e-be-takalluf mere tere darmiyan

    duriyan sari miTa din fasla rahne diya

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    shukriya tera ki gham ka hausla rahne diya Nomaan Shauque

    Source:

    paalkii kahkashaa.n (Pg. 64)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now