Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

surat ka apni yar parastar tha so hai

Ishq Aurangabadi

surat ka apni yar parastar tha so hai

Ishq Aurangabadi

MORE BYIshq Aurangabadi

    sūrat apnī yaar parastār thā so hai

    ā.īna dil us ko jo darkār thā so hai

    ye dil hai teġh-e-abru-e-ḳhamdār shahīd

    is gavāh dīda-e-ḳhamdār thā so hai

    mālik hai mere dil ḳhudā tujh se ai sanam

    paivasta bandagī jo iqrār thā so hai

    zāhir meñ garche kufr se munkir huā hai shaiḳh

    poshīda us sub.ha meñ zunnār thā so hai

    tujh ḳhat yaad meñ dil-e-hairān-e-ishq

    durr-e-najaf tarah se mūdār thā so hai

    surat ka apni yar parastar tha so hai

    aaina dil us ko jo darkar tha so hai

    ye dil hai tegh-e-abru-e-KHamdar ka shahid

    is ka gawah dida-e-KHamdar tha so hai

    malik hai mere dil ka KHuda tujh se ai sanam

    paiwasta bandagi ka jo iqrar tha so hai

    zahir mein garche kufr se munkir hua hai shaiKH

    poshida us ki subha mein zunnar tha so hai

    tujh KHat ki yaad mein dil-e-hairan-e-ishq ka

    durr-e-najaf ki tarah se mudar tha so hai

    Source:

    Deewan-e-Ishq(Rekhta Website) (Pg. 79)

      • Publisher: Idara-e-Adabiyat-e-Urdu, Hyderabad
      • Year of Publication: 1960
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now