Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

Tuk baiTh tu ai shoKH-e-dil-aram baghal mein

Raza Azimabadi

Tuk baiTh tu ai shoKH-e-dil-aram baghal mein

Raza Azimabadi

MORE BYRaza Azimabadi

    Tuk baiTh ai shoḳh-e-dil-ārām baġhal meñ

    aa.e nahīñ is dil ko bhī ārām baġhal meñ

    kyuuñ kar ke na gulḳhan tarah aah jaleñ ham

    ik aag hai yaañ jis hai dil naam baġhal meñ

    sar rakh ke garebān meñ kar sair jahāñ

    ā.īna tire jeb meñ hai jaam baġhal meñ

    kis tarah 'razā' na ho rusvā-e-zamāna

    jab dil tire baiThā ho badnām baġhal meñ

    Tuk baiTh tu ai shoKH-e-dil-aram baghal mein

    aae nahin is dil ko bhi aaram baghal mein

    kyun kar ke na gulKHan ki tarah aah jalen hum

    ek aag hai yan jis ka hai dil nam baghal mein

    sar rakh ke gareban mein kar sair jahan ki

    aaina tere jeb mein hai jam baghal mein

    kis tarah 'raza' tu na ho ruswa-e-zamana

    jab dil sa tere baiTha ho badnam baghal mein

    Source:

    Deewan-e-Raza Azeemabadi (Pg. ebook-62 page-40)

    • Author: Qazi Abdul Wadood
      • Edition: 1956
      • Publisher: Idara-e-Tahqiqat-e-Urdu, Patna
      • Year of Publication: 1984
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now