Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

waqt ka kya hai ki wo dushman-e-jaani hai bahut

Sarfaraz Khalid

waqt ka kya hai ki wo dushman-e-jaani hai bahut

Sarfaraz Khalid

MORE BYSarfaraz Khalid

    vaqt kyā hai ki vo dushman-e-jānī hai bahut

    tum ne dekhī hai jo tasvīr purānī hai bahut

    be-sukūñ lamhe bikharte hue yādoñ ke nuqūsh

    yahī ik-ādh mohabbat nishānī hai bahut

    jaane kis samt ye ḳhushiyoñ ko bahā le jaa.e

    in dinoñ dard ke dariyā meñ ravānī hai bahut

    Duub jaane mujhe ḳhauf satātā kyoñ hai

    qad chhoTā hai mirā aur na paanī hai bahut

    is umaDte hue dariyā se raqābat havas

    kaun mānegā ki kashtī ye purānī hai bahut

    waqt ka kya hai ki wo dushman-e-jaani hai bahut

    tum ne dekhi hai jo taswir purani hai bahut

    be-sukun lamhe bikharte hue yaadon ke nuqush

    yahi ik-adh mohabbat ki nishani hai bahut

    jaane kis samt ye KHushiyon ko baha le jae

    in dinon dard ke dariya mein rawani hai bahut

    Dub jaane ka mujhe KHauf satata kyon hai

    qad hi chhoTa hai mera aur na pani hai bahut

    is umaDte hue dariya se raqabat ki hawas

    kaun manega ki kashti ye purani hai bahut

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now