aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wasl ke marhale se hijr ki manzil ki taraf

Rahul Jha

wasl ke marhale se hijr ki manzil ki taraf

Rahul Jha

MORE BYRahul Jha

    vasl ke marhale se hijr manzil taraf

    ishq meñ baḌh rahe haiñ āḳhirī mushkil taraf

    laakh samjhātā huuñ maiñ us ko magar hote shaam

    ek hasrat chalī aatī hai mire dil taraf

    be-niyāzāna tirī or chale to the par ab

    ġhaur se dekhte haiñ hasrat-e-hā.il taraf

    shahr shahr hai āshob zad meñ so yahāñ

    kis ko fursat hai ki dekhe haq-o-bātil taraf

    wasl ke marhale se hijr ki manzil ki taraf

    ishq mein baDh rahe hain aaKHiri mushkil ki taraf

    lakh samjhata hun main us ko magar hote hi sham

    ek hasrat chali aati hai mere dil ki taraf

    be-niyazana teri or chale to the par ab

    ghaur se dekhte hain hasrat-e-hail ki taraf

    shahr ka shahr hai aashob ki zad mein so yahan

    kis ko fursat hai ki dekhe haq-o-baatil ki taraf

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now