Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yun jaun paDh kar lahu ugalne ki mujhse sharten na bandh lena

Rafia Zainab

yun jaun paDh kar lahu ugalne ki mujhse sharten na bandh lena

Rafia Zainab

MORE BYRafia Zainab

  yuuñ 'jaun' paḌh kar lahū ugalne mujh se sharteñ na bāñdh lenā

  ġharaz ke bejā gumān par tum yaqīñ girheñ na bāñdh lenā

  tavīl rasta safar hai mushkil asāsa kam rakho to behtar

  so aisā karnā ki apne dāman meñ merī nazmeñ na bāñdh lenā

  ubal rahā hai jo ek chashma vo bahr-e-āzam banegā ik din

  kisī kināre ki chaah meñ tum bas apnī maujeñ na bāñdh lenā

  jahāñ ḳhātir ai jān-e-jānāñ jo sang-dil tum bane phire ho

  mile mohabbat to piiTh pīchhe ḳhud apnī bāheñ na bāñdh lenā

  yun 'jaun' paDh kar lahu ugalne ki mujh se sharten na bandh lena

  gharaz ke beja guman par tum yaqin ki girhen na bandh lena

  tawil rasta safar hai mushkil asasa kam hi rakho to behtar

  so aisa karna ki apne daman mein meri nazmen na bandh lena

  ubal raha hai jo ek chashma wo bahr-e-azam banega ek din

  kisi kinare ki chah mein tum bas apni maujen na bandh lena

  jahan ki KHatir ai jaan-e-jaanan jo sang-dil tum bane phire ho

  mile mohabbat to piTh pichhe KHud apni bahen na bandh lena

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now