Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yun zindagi ke marhale dushwar ho gae

Abdul Majeed Khan Majeed

yun zindagi ke marhale dushwar ho gae

Abdul Majeed Khan Majeed

MORE BYAbdul Majeed Khan Majeed

    yuuñ zindagī ke marhale dushvār ho ga.e

    gulshan ke phuul mere liye ḳhaar ho ga.e

    sūraj mire uruuj jab Dūbne lagā

    apne tamām log be-zār ho ga.e

    vāraftagī-e-shauq e.ajāz dekhiye

    sho.ale hamāre haq meñ bhī gulzār ho ga.e

    maidān-e-kār-zār meñ jo kuchh na kar sake

    mahfil meñ vo bhī ġhāzī-e-guftār ho ga.e

    chāhā thā rasm-o-rāh baḌhe un se par 'majīd'

    hālāt apne biich dīvār ho ga.e

    yun zindagi ke marhale dushwar ho gae

    gulshan ke phul mere liye KHar ho gae

    suraj mere uruj ka jab Dubne laga

    apne tamam log hi be-zar ho gae

    waraftagi-e-shauq ka eajaz dekhiye

    shoale hamare haq mein bhi gulzar ho gae

    maidan-e-kar-zar mein jo kuchh na kar sake

    mahfil mein wo bhi ghazi-e-guftar ho gae

    chaha tha rasm-o-rah baDhe un se par 'majid'

    haalat apne bich ki diwar ho gae

    Source:

    (Pg. 46)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now