Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zindagi ki har nafas mein be-kali tere baghair

Syed Mubeen Alvi Khairabadi

zindagi ki har nafas mein be-kali tere baghair

Syed Mubeen Alvi Khairabadi

MORE BYSyed Mubeen Alvi Khairabadi

    zindagī har nafas meñ be-kalī tere baġhair

    har ḳhushī lagtī hai dil ko ajnabī tere baġhair

    fasl-e-gul ne laakh paidā fazā-e-pur-bahār

    ġhuncha-e-dil par na aa.ī tāzgī tere baġhair

    tishna-kāmī ko mirī sairāb karne ke liye

    uThte uThte vo nazar bhī rah ga.ī tere baġhair

    koī jalva koī manzar mujh ko bhātā nahīñ

    chāñd sūrat bhī hai be-nūr tere baġhair

    rah gayā āḳhir sukūñ-nā-āshnā ho kar 'mubīn'

    āhaTeñ hone lagīñ haiñ dard tere baġhair

    zindagi ki har nafas mein be-kali tere baghair

    har KHushi lagti hai dil ko ajnabi tere baghair

    fasl-e-gul ne lakh paida ki faza-e-pur-bahaar

    ghuncha-e-dil par na aai tazgi tere baghair

    tishna-kaami ko meri sairab karne ke liye

    uThte uThte wo nazar bhi rah gai tere baghair

    koi jalwa koi manzar mujh ko bhata hi nahin

    chand ki surat bhi hai be-nur si tere baghair

    rah gaya aaKHir sukun-na-ashna ho kar 'mubin'

    aahaTen hone lagin hain dard ki tere baghair

    Source:

    Pirahn-e-harf (Pg. 143)

    • Author: Mubeen Alvi Khairabadi
      • Edition: 1999
      • Publisher: Mubeen Alvi Khairabadi
      • Year of Publication: 1999
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now