aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

har tamanna ki kasak ko bas miTa deta hai waqt

Saghar Khayyami

har tamanna ki kasak ko bas miTa deta hai waqt

Saghar Khayyami

MORE BYSaghar Khayyami

    har tamannā kasak ko bas miTā detā hai vaqt

    zaḳhm jo dil par lage the sab vo achchhe ho ga.e

    maiñ bhī apne ghar meñ ḳhush huuñ vo bhī apne ghar meñ shaad

    maiñ bhī abbā ban gayā un ke bhī bachche ho ga.e

    har tamanna ki kasak ko bas miTa deta hai waqt

    zaKHm jo dil par lage the sab wo achchhe ho gae

    main bhi apne ghar mein KHush hun wo bhi apne ghar mein shad

    main bhi abba ban gaya un ke bhi bachche ho gae

    Source:

    Kulliyat-e-Saghar Khayyami (Pg. 553)

    • Author: Saghar Khayyami
      • Edition: 2012
      • Publisher: Farid Book Depot (Pvt.) Ltd.
      • Year of Publication: 2012
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now