aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

husn par etibar had kar di

Dilawar Figar

husn par etibar had kar di

Dilawar Figar

MORE BYDilawar Figar

    husn par e'tibār had kar

    aap ne bhī 'figār' had kar

    aadmī shāhkār-e-fitrat hai

    mere parvardigār had kar

    shām-e-ġham sub.h-e-hashr tak pahuñchī

    ai shab-e-intizār had kar

    ek shādī to Thiik hai lekin

    ek do tiin chaar had kar

    zauja aur rickshaw meñ are tauba

    dāshta aur ba-kār had kar

    chhe mahīne ke ba.ad niklā hai

    aap hafta-vār had kar

    ghar se bhāge to koī baat nahīñ

    zindagī se farār had kar

    ek misre meñ masnavī likh

    is qadar iḳhtisār had kar

    kyā murassā ġhazal kahī hai 'figār'

    aaj to ne yaar had kar

    husn par e'tibar had kar di

    aap ne bhi 'figar' had kar di

    aadmi shahkar-e-fitrat hai

    mere parwardigar had kar di

    sham-e-gham subh-e-hashr tak pahunchi

    ai shab-e-intizar had kar di

    ek shadi to Thik hai lekin

    ek do tin chaar had kar di

    zauja aur rickshaw mein are tauba

    dashta aur ba-kar had kar di

    chhe mahine ke baad nikla hai

    aap ka hafta-war had kar di

    ghar se bhage to koi baat nahin

    zindagi se farar had kar di

    ek misre mein masnawi likh di

    is qadar iKHtisar had kar di

    kya murassa ghazal kahi hai 'figar'

    aaj to tu ne yar had kar di

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    husn par etibar had kar di Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now