Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mahir-e-amraaz-e-chashm

Anwar Masood

mahir-e-amraaz-e-chashm

Anwar Masood

MORE BYAnwar Masood

    maiñ un se pūchā sāhib us kyā tadbīr kareñ

    jis āñkhoñ ko lapkā hai dil par zaḳhm lagāne

    kahne lage vo 'anvar'-sāhib aap bhī kitne bhole haiñ

    mere paas uThā laa.e haiñ kes zanāne thāne

    main un se pucha sahib us ki kya tadbir karen

    jis ki aankhon ko lapka hai dil par zaKHm lagane ka

    kahne lage wo 'anwar'-sahib aap bhi kitne bhole hain

    mere pas uTha lae hain kes zanane thane ka

    Source:

    Anwar Masood Se Khalid Masood Tak (Pg. 26)

    • Author: Nastaleeq Matbuaat
      • Edition: 2004
      • Publisher: Hassan Abbasi
      • Year of Publication: 2004
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now