Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHwab mein to nazar jamal paDa

Meer Taqi Meer

KHwab mein to nazar jamal paDa

Meer Taqi Meer

MORE BYMeer Taqi Meer

    ḳhvāb meñ to nazar jamāl paḌā

    par mire ke ḳhayāl paḌā

    vo nahāne lagā to sāya-e-zulf

    bahr meñ kahe ki jaal paḌā

    maiñ ne to sar diyā par ai jallād

    kis gardan pe ye vabāl paḌā

    shaiḳh qallāsh hai jue meñ na laao

    yaañ hamārā rahe hai maal paḌā

    ḳhūb-rū ab nahīñ haiñ gandum-gūñ

    'mīr' hindostāñ meñ kaal paḌā

    KHwab mein to nazar jamal paDa

    par mere ji hi ke KHayal paDa

    wo nahane laga to saya-e-zulf

    bahr mein tu kahe ki jal paDa

    main ne to sar diya par ai jallad

    kis ki gardan pe ye wabaal paDa

    shaiKH qallash hai jue mein na lao

    yan hamara rahe hai mal paDa

    KHub-ru ab nahin hain gandum-gun

    'mir' hindostan mein kal paDa

    Source:

    MIRIYAAT - Diwan No- 1, Ghazal No- 0081

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now