Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tujhse har aan mere pas ka aana hi gaya

Meer Taqi Meer

tujhse har aan mere pas ka aana hi gaya

Meer Taqi Meer

MORE BYMeer Taqi Meer

    tujh se har aan mire paas aanā gayā

    kyā gila kiije ġharaz ab vo zamāna gayā

    chashm bin ashk huī na huī yaksāñ hai

    ḳhaak meñ jab vo milā motī daana gayā

    barr-e-majnūñ meñ ḳhird-mand koī na sakā

    āqibat sar ko qadam kar ye divāna gayā

    ham asīroñ ko bhalā kyā jo bahār aa.ī nasīm

    umr guzrī ki vo gulzār jaanā gayā

    gayā 'mīr' is lait-o-la.al meñ lekin

    na gayā zulm terā na bahāna gayā

    tujh se har aan mere pas ka aana hi gaya

    kya gila kije gharaz ab wo zamana hi gaya

    chashm bin ashk hui ya na hui yaksan hai

    KHak mein jab wo mila moti ka dana hi gaya

    barr-e-majnun mein KHird-mand koi ja na saka

    aaqibat sar ko qadam kar ye diwana hi gaya

    hum asiron ko bhala kya jo bahaar aai nasim

    umr guzri ki wo gulzar ka jaana hi gaya

    ji gaya 'mir' ka is lait-o-lal mein lekin

    na gaya zulm hi tera na bahana hi gaya

    Source:

    MIRIYAAT - Diwan No- 1, Ghazal No- 0125

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now