Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gae qaidi ho ham-awaz jab sayyaad aa luTa

Meer Taqi Meer

gae qaidi ho ham-awaz jab sayyaad aa luTa

Meer Taqi Meer

MORE BYMeer Taqi Meer

    ga.e qaidī ho ham-āvāz jab sayyād aa luuTā

    ye vīrāñ āshiyāne dekhne ko ek maiñ chhūTā

    mirā rang uḌ gayā jis vaqt sang-e-mohtasib aage

    baġhal se gir paḌā mīnā-o-sāġhar chuur ho phūTā

    mirā va.ada aa pahuñchā tire aane ke va.ade tak

    huā maiñ maut se sachchā rahā ai shoḳh jhūTā

    kaf-e-jānāñ se kyā imkāñ-rihā.ī 'mīr' koī ho

    achambhā hai jo us ke haath se rang-e-hinā chhūTā

    gae qaidi ho ham-awaz jab sayyaad aa luTa

    ye viran aashiyane dekhne ko ek main chhuTa

    mera rang uD gaya jis waqt sang-e-mohtasib aage

    baghal se gir paDa mina-o-saghar chur ho phuTa

    mera wada hi aa pahuncha tere aane ke wade tak

    hua main maut se sachcha raha ai shoKH tu jhuTa

    kaf-e-jaanan se kya imkan-rihai 'mir' koi ho

    achambha hai jo us ke hath se rang-e-hina chhuTa

    Source:

    MIRIYAAT - Diwan No- 1, Ghazal No- 0127

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now