Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aati jati lahren

Vali Madni

aati jati lahren

Vali Madni

MORE BYVali Madni

    chupke chupke ḳhizāñ aa ga.ī baaġh meñ

    peḌ paudoñ pe zardī chhiḌakne lagī

    saare pattoñ ko ik rog lag gayā

    dekhte dekhte saarī shāḳheñ barahna huiiñ

    peḌ dam sādhe chup-chāp the

    ḳhāmushī sabz mausam ko achchhī lagī

    aur phir dekhte dekhte

    peḌ paudoñ pe patte chhiḌakne lagā

    sabz mausam ke ehsān ke bojh se

    saare gulshan sar jhuk gayā

    dekhte dekhte

    chupke chupke KHizan aa gai bagh mein

    peD paudon pe zardi chhiDakne lagi

    sare patton ko ek rog sa lag gaya

    dekhte dekhte sari shaKHen barahna huin

    peD dam sadhe chup-chap the

    KHamushi sabz mausam ko achchhi lagi

    aur phir dekhte dekhte

    peD paudon pe patte chhiDakne laga

    sabz mausam ke ehsan ke bojh se

    sare gulshan ka sar jhuk gaya

    dekhte dekhte

    Source:

    Izhaar ki faslain (Pg. 115)

    • Author: wali madani
      • Edition: 2013
      • Publisher: Maktaba-e-sadaf
      • Year of Publication: 2013
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now