Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dard tanhai ki pasli se nikal kar aaya

Adil Mansuri

dard tanhai ki pasli se nikal kar aaya

Adil Mansuri

MORE BYAdil Mansuri

    dard tanhā.ī paslī se nikal kar aayā

    raat haath lagā aur havā TuuT ga.ī

    sūrajī aag meñ jhulsā gayā saayā saayā

    ruuh aañkh khulī chāñd shikasta paayā

    niile ākāsh ke nezoñ pe siyāhī chamkī

    vaqt ke jism meñ lamhoñ kamāneñ TūTīñ

    paañv meñ phāñs chubhī aañkh meñ rasta niklā

    dard tanhā.ī paslī se nikal kar aayā

    dard tanhai ki pasli se nikal kar aaya

    raat ka hath laga aur hawa TuT gai

    suraji aag mein jhulsa gaya saya saya

    ruh ki aankh khuli chand shikasta paya

    nile aakash ke nezon pe siyahi chamki

    waqt ke jism mein lamhon ki kamanen TuTin

    panw mein phans chubhi aankh mein rasta nikla

    dard tanhai ki pasli se nikal kar aaya

    Source:

    Hashr ki subh darakhshaz ho (Pg. 114)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now