Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

diwar-e-girya

Ishrat Afreen

diwar-e-girya

Ishrat Afreen

MORE BYIshrat Afreen

    vaqt bhaTkī huī arvāh nauha huuñ maiñ

    ret alvāh par kunda koī madfūn din

    madqūq din

    be-sarāhat ḳhvāb tafhīm meñ

    hairān o sargardāñ huuñ maiñ

    apne andar

    ik azā-ḳhāna sajāne tag-o-dau

    roz ik dīvār-e-girya ko uThāne mashaqqat

    aur pas-e-dīvār jaane tag-o-dau

    waqt ki bhaTki hui arwah ka nauha hun main

    ret ki alwah par kunda koi madfun din

    madquq din

    be-sarahat KHwab ki tafhim mein

    hairan o sargardan hun main

    apne andar

    ek aza-KHana sajaane ki tag-o-dau

    roz ek diwar-e-girya ko uThane ki mashaqqat

    aur pas-e-diwar jaane ki tag-o-dau

    Source:

    Kunj piile phuulo.n kaa (Pg. 96)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now