Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek manzar

Parveen Shakir

ek manzar

Parveen Shakir

MORE BYParveen Shakir

    kachchā ik makāñ kahīñ ābādiyoñ se duur

    chhoTā ek hujra farāz-e-makān par

    sabze se jhāñktī huī khaprel vaalī chhat

    dīvār-e-chob par koī mausam sabz bel

    utrī huī pahāḌ pe barsāt vo raat

    kamre meñ lālTain halkī raushnī

    vaadī meñ ghūmtā huā bārish jal-tarañg

    sāñsoñ meñ gūñjtā huā ik an-kahī bhed!

    kachcha sa ek makan kahin aabaadiyon se dur

    chhoTa sa ek hujra faraaz-e-makan par

    sabze se jhankti hui khaprel wali chhat

    diwar-e-chob par koi mausam ki sabz bel

    utri hui pahaD pe barsat ki wo raat

    kamre mein lalTain ki halki si raushni

    wadi mein ghumta hua barish ka jal-tarang

    sanson mein gunjta hua ek an-kahi ka bhed!

    Source:

    kulliyaat-e-maahe tamaam(inkaar) (Pg. 103)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now