Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gaDbaD ghoTala

Abdul Mateen Niyaz

gaDbaD ghoTala

Abdul Mateen Niyaz

MORE BYAbdul Mateen Niyaz

    chiḌ chiḌ chiḌiyā uḌtī hai

    niil gagan se juḌtī hai

    huqqa guḌ guḌ kartā hai

    daadā dam bhartā hai

    murġhā kukḌūñ kuuñ bole

    murġhī anDoñ par Dole

    bataḳheñ kahtīñ kiiñ qeñ qeñ

    ham to paanī par taireñ

    meñ meñ meñ bakre sun

    ghoḌe meñ haiñ achchhe gun

    gaay savere chillā.e

    saarā chārā char jaa.e

    bandar uchhaleñ Daalī par

    aafat TuuTe maalī par

    bachche kheleñ khel

    sab duniyā se rakheñ mel

    chiD chiD chiDiya uDti hai

    nil gagan se juDti hai

    huqqa guD guD karta hai

    dada ka dam bharta hai

    murgha kukDun kun bole

    murghi anDon par Dole

    bataKHen kahtin kin qen qen

    hum to pani par tairen

    mein mein mein bakre ki sun

    ghoDe mein hain achchhe gun

    gay sawere chillae

    sara chaara char jae

    bandar uchhalen Dali par

    aafat TuTe mali par

    bachche khelen khel

    sab duniya se rakhen mel

    Source:

    Titliyon Ke Geet (Pg. 82)

    • Author: Abdul Mateen Niyaz
      • Publisher: Abdul Mateen Niyaz
      • Year of Publication: 1988

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now