Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek harf-e-muddaa

Fahmida Riaz

ek harf-e-muddaa

Fahmida Riaz

MORE BYFahmida Riaz

    ik harf-e-mudda.ā thā laboñ pe khaTaktā thā phāñs

    ik naam thā zabān chhālā banā huā

    lo maiñ zabāñ tarāsh ke ḳhāmosh ho ga.ī

    lo ab to merī aañkh meñ aañsū nahīñ koī

    bas ek merā gung mirā harf-e-mudda.ā

    ek harf-e-muddaa tha labon pe khaTakta tha phans sa

    ek nam tha zaban ka chhaala bana hua

    lo main zaban tarash ke KHamosh ho gai

    lo ab to meri aankh mein aansu nahin koi

    bas ek mera gung mera harf-e-muddaa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now