Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jawani ki kahani

Majeed Amjad

jawani ki kahani

Majeed Amjad

MORE BYMajeed Amjad

    na chheḌ ai dil javānī kahānī

    kisī dil-sitānī kahānī

    vo soz-e-zindagī-afroz zikr

    vo dard-e-jāvedānī kahānī

    vo dukh jāgtī rātoñ qissa

    vo ashkoñ ravānī kahānī

    bahāreñ mastiyoñ dāstāneñ

    ḳhumārīñ sargirānī kahānī

    masarrat-āshnā ġham fasāna

    ġham-āgīñ shādmānī kahānī

    vo hoñToñ se lage jāmoñ qissa

    vo ātish-mauj paanī kahānī

    mirī ā.ankhoñ meñ aañsū jhuum aa.e

    na chheḌ ai dil javānī kahānī

    na chheD ai dil jawani ki kahani

    kisi ki dil-sitani ki kahani

    wo soz-e-zindagi-afroz ka zikr

    wo dard-e-jawedani ki kahani

    wo dukh ki jagti raaton ka qissa

    wo ashkon ki rawani ki kahani

    bahaaren mastiyon ki dastanen

    KHumarin sargirani ki kahani

    masarrat-ashna gham ka fasana

    gham-agin shadmani ki kahani

    wo honTon se lage jamon ka qissa

    wo aatish-mauj pani ki kahani

    meri aaankhon mein aansu jhum aae

    na chheD ai dil jawani ki kahani

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now