Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHud se milne ki fursat kise thi

Parveen Shakir

KHud se milne ki fursat kise thi

Parveen Shakir

MORE BYParveen Shakir

    apnī pindār kirchiyāñ

    chun sakūñgī

    shikasta uḌānoñ ke TuuTe hue par sameTūñgī

    tujh ko badan ijāzat se ruḳhsat karūñgī

    kabhī apne baare meñ itnī ḳhabar na rakkhī thī

    varna bichhaḌne ye rasm kab adā ho chukī hotī

    mirā hausla

    apne dil par bahut qabl munkashif ho gayā hotā

    lekin yahāñ

    ḳhud se milne fursat kise thii!

    apni pindar ki kirchiyan

    chun sakungi

    shikasta uDanon ke TuTe hue par sameTungi

    tujh ko badan ki ijazat se ruKHsat karungi

    kabhi apne bare mein itni KHabar hi na rakkhi thi

    warna bichhaDne ki ye rasm kab ki ada ho chuki hoti

    mera hausla

    apne dil par bahut qabl hi munkashif ho gaya hota

    lekin yahan

    KHud se milne ki fursat kise thi!

    Source:

    kulliyaat-e-maahe tamaam(khushbo) (Pg. 222)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now