Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

la-parwahi

Ameeq Hanafi

la-parwahi

Ameeq Hanafi

MORE BYAmeeq Hanafi

    palkoñ par sapnoñ kirchī bachī rah ga.ī

    bas itnī lā-parvāhī kyā honī thī

    indarasan tak Dol uThā

    farmānoñ ke Dher lag ga.e

    phāñsī suulī janam-qaid ke charche ghar ghar hone lage

    taḳht se taḳhte tak naqsha phir se dekhā jaane lagā

    palkon par sapnon ki kirchi bachi rah gai

    bas itni si la-parwahi kya honi thi

    indarasan tak Dol uTha

    farmanon ke Dher lag gae

    phansi suli janam-qaid ke charche ghar ghar hone lage

    taKHt se taKHte tak ka naqsha phir se dekha jaane laga

    Source:

    Inkaar (Pg. 133)

      • Edition: 1983
      • Year of Publication: 1983
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now