aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main aur baadal

Muneer Niyazi

main aur baadal

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    shaam bādal na.e na.e andāz dikhāyā kartā hai

    kabhī vo nanhā bachcha ban kar mere sāmne aatā hai

    kabhī vo apnā ḳhuun bahā kar mere ko Darātā hai

    kabhī kisī hañsmukh aurat tarah mujhe bahlātā hai

    phir āñkhoñ se ishāra kar ke kamre meñ chhup jaatā hai

    isī tarah vo na.e na.e andāz dikhāyā kartā hai

    jab koī us ko ghuur ke dekhe naaz dikhāyā kartā hai

    sham ka baadal nae nae andaz dikhaya karta hai

    kabhi wo nanha bachcha ban kar mere samne aata hai

    kabhi wo apna KHun baha kar mere ji ko Daraata hai

    kabhi kisi hansmukh aurat ki tarah mujhe bahlata hai

    phir aankhon se ishaara kar ke kamre mein chhup jata hai

    isi tarah wo nae nae andaz dikhaya karta hai

    jab koi us ko ghur ke dekhe naz dikhaya karta hai

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    main aur baadal Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now