Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

munni ki lori

MORE BYMohammad Shafiuddin Nayyar

    mere munne bhayyā so

    mere munne bhayyā so

    so chāñd sitāre so

    so pyāre pyāre so

    mere munne bhayyā so

    chiḌiyā soī kavvā soyā

    mainā soī totā soyā

    billī soī kuttā soyā

    murġhī soī bakrā soyā

    mere munne bhayyā so

    uuñ uuñ uuñ uuñ karte so

    huuñ huuñ huuñ huuñ karte so

    ruuñ ruuñ ruuñ ruuñ karte so

    āġhūñ āġhūñ karte so

    mere munne bhayyā so

    so bhole bhāle so

    so prem ke paale so

    so ghar ke ujāle so

    le ārām zarā le so

    mere munne bhayyā so

    mere munne bhayyā so

    mere munne bhayya so ja

    mere munne bhayya so ja

    so ja chand sitare so ja

    so ja pyare pyare so ja

    mere munne bhayya so ja

    chiDiya soi kawwa soya

    maina soi tota soya

    billi soi kutta soya

    murghi soi bakra soya

    mere munne bhayya so ja

    un un un un karte so ja

    hun hun hun hun karte so ja

    run run run run karte so ja

    aaghun aaghun karte so ja

    mere munne bhayya so ja

    so ja bhole bhaale so ja

    so ja prem ke pale so ja

    so ja ghar ke ujale so ja

    le aaram zara le so ja

    mere munne bhayya so ja

    mere munne bhayya so ja

    Source:

    Munni Ke Geet (Pg. 39)

    • Author: Mohammad Shafiuddin Nayyar
      • Publisher: Nayyar Kitab Ghar, Delhi
      • Year of Publication: 1962

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now