Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nazm

MORE BYFaiz Ahmad Faiz

    tīrgī jaal hai aur bhālā hai nuur

    ik shikārī hai din ik shikārī hai raat

    jag samundar hai jis meñ kināre se duur

    machhliyoñ tarah ibn-e-ādam zaat

    jag samundar hai sāhil pe haiñ māhī-gīr

    jaal thāme koī koī bhālā liye

    merī baarī kab aa.egī kyā jāniye

    din ke bhāle se mujh ko kareñge shikār

    raat ke jaal meñ kareñge asīr?

    tirgi jal hai aur bhaala hai nur

    ek shikari hai din ek shikari hai raat

    jag samundar hai jis mein kinare se dur

    machhliyon ki tarah ibn-e-adam ki zat

    jag samundar hai sahil pe hain mahi-gir

    jal thame koi koi bhaala liye

    meri bari kab aaegi kya jaaniye

    din ke bhaale se mujh ko karenge shikar

    raat ke jal mein ya karenge asir?

    Source:

    Nuskha Hai Wafa (Kulliyat-e-Faiz) (Pg. 477)

      • Edition: 2009
      • Publisher: Educational Publishing House
      • Year of Publication: 2009
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now