Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

paigham

Zia Jalandhari

paigham

Zia Jalandhari

MORE BYZia Jalandhari

    ab ki ik umar mahrūmī se

    dil ne samjhauta kar rakkhā thā

    ab ki is rut meñ kisī peḌ pe pattā thā na phuul

    ab ke har tarah ke dukh ke liye tayyār thā dil

    kis liye sūkhī huī shāḳh pe ye sho.ala koñpal phūTī

    kis liye terā ye paiġhām aayā

    ab ki ek umar ki mahrumi se

    dil ne samjhauta sa kar rakkha tha

    ab ki is rut mein kisi peD pe patta tha na phul

    ab ke har tarah ke dukh ke liye tayyar tha dil

    kis liye sukhi hui shaKH pe ye shoala si konpal phuTi

    kis liye tera ye paigham aaya

    Source:

    sar-e-shaam se pas-e-harf tak (Pg. 272)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now