Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

raushni

Aazam Khursheed

raushni

Aazam Khursheed

MORE BYAazam Khursheed

    saḌak kināre baiTh ke aksar

    maiñ ye sochā kartā thā

    ghaTte baḌhte

    TeḌhe tirchhe

    lākhoñ saa.e

    kis pīchhā karte haiñ

    umr kināre

    ab maiñ apnā

    sundar saaya

    DhūñD rahā huuñ

    saDak kinare baiTh ke aksar

    main ye socha karta tha

    ghaTte baDhte

    TeDhe tirchhe

    lakhon sae

    kis ka pichha karte hain

    umr kinare

    ab main apna

    sundar saya

    DhunD raha hun

    Source:

    Harf hale (Pg. 55)

    • Author: Aazam Khurshiid
      • Publisher: Lodhi Publishers
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now