Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sangam

MORE BYZafar Ali Khan

    prayāg meñ milī hai jamunā se aa ke gangā

    pighlā huā ye nīlam bahtā huā vo hiirā

    in judā.iyoñ ne khīñchā hai naqsh-e-jauza

    in ravāniyāñ haiñ shān-e-ḳhudā-e-yaktā

    sangam sīḌhiyoñ par motī luḌhak rahā hai

    prayag mein mili hai jamuna se aa ke ganga

    pighla hua ye nilam bahta hua wo hira

    in ki judaiyon ne khincha hai naqsh-e-jauza

    in ki rawaniyan hain shan-e-KHuda-e-yakta

    sangam ki siDhiyon par moti luDhak raha hai

    Source:

    Baharistan (Pg. E-632 B-615)

    • Author: Zafar Ali Khan
      • Edition: 1937
      • Publisher: Urdu Academy Punjab, Lahore
      • Year of Publication: 1937
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now