Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tanbe ki aurat

Nasreen Anjum Bhatti

tanbe ki aurat

Nasreen Anjum Bhatti

MORE BYNasreen Anjum Bhatti

    hathauḌe ke hāthoñ meñ sone kangan

    jache kyoñ nahīñ

    aur tāñbe aurat

    tapī tamtamā.ī magar muskurā.ī jamī rahī

    kyoñ pighal na sakī

    paañv jalte rahe vo kaḌī dhuup meñ bhī khaḌī rahī

    us ke aane talak

    lauT jaane talak

    nahīñ us ko sach-much kisī baat bhī

    koī sudh nahīñ

    ne aaj mujhe un āñkhoñ se dekhā jo terī nahīñ thī

    aur vo baat kahī jo saarā baaġh nahīñ jaane thā

    ek akelā gul jaane thā

    cigarette

    hathauDe ke hathon mein sone ki kangan

    jache kyon nahin

    aur tanbe ki aurat

    tapi tamtamai magar muskurai jami hi rahi

    kyon pighal na saki

    panw jalte rahe wo kaDi dhup mein bhi khaDi hi rahi

    us ke aane talak

    lauT jaane talak

    nahin us ko sach-much kisi baat ki bhi

    koi sudh nahin

    tu ne aaj mujhe un aankhon se dekha jo teri nahin thi

    aur wo baat kahi jo sara bagh nahin jaane tha

    ek akela gul jaane tha

    cigarette ka

    Source:

    Pakistani Adab-1994 (Pg. 100)

      • Publisher: Academy Adabiyat Pakistan, Islamabad
      • Year of Publication: 1994
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now