Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

taKHliq ka karb

Ali Sardar Jafri

taKHliq ka karb

Ali Sardar Jafri

MORE BYAli Sardar Jafri

    abhī abhī mirī be-ḳhvābiyoñ ne dekhī hai

    fazā-e-shab meñ sitāroñ āḳhirī parvāz

    ḳhabar nahīñ ki añdhere ke dil dhaḌkan hai

    ki aa rahī hai ujāloñ ke paañv āvāz

    batā.ūñ kyā tujhe naġhmoñ ke karb aalam

    lahū-luhān huā rahā hai sīna-e-sāz

    abhi abhi meri be-KHwabiyon ne dekhi hai

    faza-e-shab mein sitaron ki aaKHiri parwaz

    KHabar nahin ki andhere ke dil ki dhaDkan hai

    ki aa rahi hai ujalon ke panw ki aawaz

    bataun kya tujhe naghmon ke karb ka aalam

    lahu-luhan hua ja raha hai sina-e-saz

    Source:

    Ek Khvab aur (Pg. 121)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now