Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Badr Muneer's Photo'

Badr Muneer

Khushab, Pakistan

Badr Muneer

Ghazal 32

Sher-o-Shayari 33

būḌhe kamzor vāldain ke saath

rahā huuñ maiñ kitne chain ke saath

buDhe kamzor waldain ke sath

ji raha hun main kitne chain ke sath

  • Share this

kab se pahuñch gayā huuñ maiñ us shaḳhs ke qarīb

kahtī hai phir bhī us nazar rāste meñ huuñ

kab se pahunch gaya hun main us shaKHs ke qarib

kahti hai phir bhi us ki nazar raste mein hun

  • Share this

koī bhī sur meñ nahīñ hai 'munīr' kyā kiije

ye zindagī tarāna riyāz māñgtā hai

koi bhi sur mein nahin hai 'munir' kya kije

ye zindagi ka tarana riyaz mangta hai

  • Share this

terī sūrat meñ rihā.ī mil ga.ī

aañkh kitne manzaroñ meñ qaid thī

teri surat mein rihai mil gai

aankh kitne manzaron mein qaid thi

  • Share this

ye kis tarah zamīñ pe ham ne binā-e-shahr-e-murād rakkhī

yahāñ pe koī gulāb-mausam utar bhī saktā hai aur nahīñ bhī

ye kis tarah ki zamin pe hum ne bina-e-shahr-e-murad rakkhi

yahan pe koi gulab-mausam utar bhi sakta hai aur nahin bhi

  • Share this

Humour/Satire 31

Qita 29

BOOKS 2

 

More Poets From "Khushab"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now