Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Saqi Faruqi's Photo'

Saqi Faruqi

1936 - 2018 | London, United Kingdom

One of the most prominent and trend-setter modern poets

One of the most prominent and trend-setter modern poets

Saqi Faruqi

Ghazal 60

Nazm 42

Sher-o-Shayari 57

aag ho dil meñ to āñkhoñ meñ dhanak paidā ho

ruuh meñ raushnī lahje meñ chamak paidā ho

aag ho dil mein to aankhon mein dhanak paida ho

ruh mein raushni lahje mein chamak paida ho

merī āñkhoñ meñ anokhe jurm tajvīz thī

sirf dekhā thā use us badan mailā huā

meri aankhon mein anokhe jurm ki tajwiz thi

sirf dekha tha use us ka badan maila hua

muddat huī ik shaḳhs ne dil toḌ diyā thā

is vāste apnoñ se mohabbat nahīñ karte

muddat hui ek shaKHs ne dil toD diya tha

is waste apnon se mohabbat nahin karte

tere chehre pe ujāle saḳhāvat aisī

aur mirī ruuh meñ nādār añdherā aisā

tere chehre pe ujale ki saKHawat aisi

aur meri ruh mein nadar andhera aisa

us ke vāris nazar nahīñ aa.e

shāyad us laash ke pate haiñ bahut

us ke waris nazar nahin aae

shayad us lash ke pate hain bahut

BOOKS 17

Videos 8

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
KHaamushii chhe.D rahii hai ko.ii nauha apnaa

Saqi Faruqi

hain sehar e musawwir main qayaamat nahi karte

Saqi Faruqi

hiraas phail gaya hai zameen daanon me

Saqi Faruqi

mai khil nahi saka ki mujhe nam nahi mila

Saqi Faruqi

main tere zulm dikhata hu apna maatam karne k e liye

Saqi Faruqi

raat na deeda balaon ke asar me hum the

Saqi Faruqi

ye kaun aaya shabishtaan ke khwaab pehne huye

Saqi Faruqi

Audios 69

aag ho dil me.n to aa.nkho.n me.n dhanak paidaa ho

abhii nazar me.n Thahar dhyaan se utar ke na jaa

baahar ke asraar lahuu ke andar khulte hai.n

Recitation

RELATED Blog

 

RELATED Poets

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now