Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

falak na-mehrban hai mil rahe hain mehrban phir bhi

Qamar Jalalvi

falak na-mehrban hai mil rahe hain mehrban phir bhi

Qamar Jalalvi

MORE BYQamar Jalalvi

    falak nā-mehrbāñ hai mil rahe haiñ mehrbāñ phir bhī

    bahut kuchh miT chuke baaqī haiñ ulfat ke nishāñ phir bhī

    mohabbat dekhiye Thukrā rahe haiñ kārvāñ vaale

    magar pīchhe chalī aatī hai gard-e-kārvāñ phir bhī

    falak na-mehrban hai mil rahe hain mehrban phir bhi

    bahut kuchh miT chuke baqi hain ulfat ke nishan phir bhi

    mohabbat dekhiye Thukra rahe hain karwan wale

    magar pichhe chali aati hai gard-e-karwan phir bhi

    Source:

    Auj-e-Qamar (Pg. 168)

    • Author: Ustad Sayed Mohd. Hussain Qamar Jalalvi
      • Edition: 1952
      • Publisher: Shaikh Shokat Ali And Sons
      • Year of Publication: 1952
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now