Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

meri fikr-o-nazar ke chehre par

Naresh Kumar Shad

meri fikr-o-nazar ke chehre par

Naresh Kumar Shad

MORE BYNaresh Kumar Shad

    merī fikr-o-nazar ke chehre par

    hādsoñ ka.ī ḳharāsheñ haiñ

    ye mire sher mere sher nahīñ

    ek sad-chāk dil qāsheñ haiñ

    meri fikr-o-nazar ke chehre par

    hadson ki kai KHarashen hain

    ye mere sher mere sher nahin

    ek sad-chaak dil ki qashen hain

    Source:

    Qashen (Pg. 30)

    • Author: Naresh Kumar Shad
      • Edition: 1955,1959
      • Publisher: Kohe Noor Printing Press Madarsa Meer Jumla Lal Kunan Delhi
      • Year of Publication: 1955,1959
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now