Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

asl chehron ka inkishaf kiya

Syed Anjum Jafri

asl chehron ka inkishaf kiya

Syed Anjum Jafri

MORE BYSyed Anjum Jafri

    asl chehroñ inkishāf kiyā

    ham ne tabdīl har ġhilāf kiyā

    shahr-bhar hai kyuuñ zabānoñ par

    jis na maiñ ne inkishāf kiyā

    jabr ko rahnumā samajhte the

    kyuuñ zamāne se inhirāf kiyā

    ḳhīrgī baḌh ga.ī hai shahroñ meñ

    tañg aa.e to etakāf kiyā

    harf-e-haq ham zabān par laa.e

    saaf duniyā se iḳhtilāf

    kab hai 'anjum' pairvī āsān

    kis ne sūraj e'tirāf kiyā

    asl chehron ka inkishaf kiya

    hum ne tabdil har ghilaf kiya

    shahr-bhar ki hai kyun zabanon par

    jis ka na main ne inkishaf kiya

    jabr ko rahnuma samajhte the

    kyun zamane se inhiraf kiya

    KHirgi baDh gai hai shahron mein

    tang aae to etakaf kiya

    harf-e-haq hum zaban par lae

    saf duniya se iKHtilaf ka

    kab hai 'anjum' ki pairwi aasan

    kis ne suraj ka e'tiraf kiya

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now