Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bhanwar ki god mein jaise kinara sath rahta hai

Wasi Shah

bhanwar ki god mein jaise kinara sath rahta hai

Wasi Shah

MORE BYWasi Shah

    bhañvar god meñ jaise kināra saath rahtā hai

    kuchh aise tumhārā aur hamārā saath rahtā hai

    mohabbat ho ki nafrat ho usī se mashvara hogā

    mirī har kaifiyat meñ istiḳhāra saath hotā hai

    safar meñ ain mumkin hai maiñ ḳhud ko chhoḌ duuñ lekin

    duā.eñ karne vāloñ sahārā saath rahtā hai

    mire maulā ne mujh ko chāhatoñ saltanat de

    magar pahlī mohabbat ḳhasāra saath rahtā hai

    agar 'sayyad' mire lab par mohabbat mohabbat hai

    to phir bhī kis liye nafrat dhārā saath rahtā hai

    bhanwar ki god mein jaise kinara sath rahta hai

    kuchh aise hi tumhaara aur hamara sath rahta hai

    mohabbat ho ki nafrat ho usi se mashwara hoga

    meri har kaifiyat mein istiKHara sath hota hai

    safar mein ain mumkin hai main KHud ko chhoD dun lekin

    duaen karne walon ka sahaara sath rahta hai

    mere maula ne mujh ko chahaton ki saltanat de di

    magar pahli mohabbat ka KHasara sath rahta hai

    agar 'sayyad' mere lab par mohabbat hi mohabbat hai

    to phir bhi kis liye nafrat ka dhaara sath rahta hai

    RECITATIONS

    Wasi Shah

    Wasi Shah,

    Wasi Shah

    Bhanwar ki gaud mein jese kinara sath rehta hai Wasi Shah

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now