Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek sanche mein Dhaal rakkha hai

Anita Maurya Anushri

ek sanche mein Dhaal rakkha hai

Anita Maurya Anushri

MORE BYAnita Maurya Anushri

    ek sāñche meñ Dhaal rakkhā hai

    ham ne dil ko sambhāl rakkhā hai

    terī duniyā bhiiḌ meñ maulā

    ḳhud apnā ḳhayāl rakkhā hai

    dard ab aañkh tak nahīñ aatā

    dard ko dil meñ paal rakkhā hai

    chal ke ulfat raah meñ dekhā

    har qadam par vabāl rakkhā hai

    ek sanche mein Dhaal rakkha hai

    hum ne dil ko sambhaal rakkha hai

    teri duniya ki bhiD mein maula

    KHud hi apna KHayal rakkha hai

    dard ab aankh tak nahin aata

    dard ko dil mein pal rakkha hai

    chal ke ulfat ki rah mein dekha

    har qadam par wabaal rakkha hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now