aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

afsane ke harf

Raj Narayan Raaz

afsane ke harf

Raj Narayan Raaz

MORE BYRaj Narayan Raaz

    tum se bichhḌe sadiyāñ bītīñ

    lekin dil meñ yaad tumhārī

    ab bhī hai par is sūrat se

    jaise taftīda kāġhaz par

    harf kisī afsāne ke hoñ

    tum se bichhDe sadiyan bitin

    lekin dil mein yaad tumhaari

    ab bhi hai par is surat se

    jaise taftida kaghaz par

    harf kisi afsane ke hon

    Source:

    Dhunak Ki Ehsas (Pg. 120)

    • Author: Raj Narayan Raaz
      • Edition: 1988
      • Publisher: Modern Publishing House, Daryaganj, New Delhi
      • Year of Publication: 1988
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now