Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dip se dip

Haidar Bayabani

dip se dip

Haidar Bayabani

MORE BYHaidar Bayabani

    diip se diip jalā.eñ sāthī

    har āñgan ujyārā kar leñ

    har zarra mah-pāra kar leñ

    mere siine tere sapne

    tere sukh-dukh mere apne

    har aashā ko paa.eñ sāthī

    diip se diip jalā.eñ sāthī

    har āñgan ujyārā kar leñ

    har zarra mah-pāra kar leñ

    ye ghar apnā vo ghar apnā

    hiirā apnā kañkar apnā

    mil-jul saath nibhā.eñ sāthī

    diip se diip jalā.eñ sāthī

    har āñgan ujyārā kar leñ

    har zarra mah-pāra kar leñ

    bhaa.ī bhaa.ī ban ke rahnā

    saath marnā saath jiinā

    man se man mil jaa.eñ sāthī

    diip se diip jalā.eñ sāthī

    har āñgan ujyārā kar leñ

    har zarra mah-pāra kar leñ

    jo sāthī bhī chhūT gayā ho

    bin-kāran ruuTh gayā ho

    us ko bhī manvā.eñ sāthī

    diip se diip jalā.eñ sāthī

    har āñgan ujyārā kar leñ

    har zarra mah-pāra kar leñ

    dip se dip jalaen sathi

    har aangan ujyara kar len

    har zarra mah-para kar len

    mere sine tere sapne

    tere sukh-dukh mere apne

    har aasha ko paen sathi

    dip se dip jalaen sathi

    har aangan ujyara kar len

    har zarra mah-para kar len

    ye ghar apna wo ghar apna

    hira apna kankar apna

    mil-jul sath nibhaen sathi

    dip se dip jalaen sathi

    har aangan ujyara kar len

    har zarra mah-para kar len

    bhai bhai ban ke rahna

    sath hi marna sath hi jina

    man se man mil jaen sathi

    dip se dip jalaen sathi

    har aangan ujyara kar len

    har zarra mah-para kar len

    jo sathi bhi chhuT gaya ho

    bin-karan hi ruTh gaya ho

    us ko bhi manwaen sathi

    dip se dip jalaen sathi

    har aangan ujyara kar len

    har zarra mah-para kar len

    Source:

    Nanhi Munni Batain (Pg. 47)

    • Author: Haidar Bayabani
      • Publisher: Maktaba Jamia Limited, New Delhi
      • Year of Publication: 1992

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now