aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek bhajan bachchon ke liye

Sitvat Rasool

ek bhajan bachchon ke liye

Sitvat Rasool

MORE BYSitvat Rasool

    Interesting Fact

    A hymn sung in Gandhiji's Prarthana Sabha upon which the following Bhajan was written.

    īshvar allāh tere naam

    sab ko sanmati de bhagvān

    sab hai rakhvālā

    terā rutba sab se a.alā

    aadil aur mehmān

    īshvar allāh tere naam

    ham sab nanhe munne bachche

    terī mohabbat meñ haiñ sachche

    nannhī aql meñ bhar de gyaan

    īshvar allāh tere naam

    har mushkil meñ hai

    raahī manzil meñ hai

    kar de har mushkil āsān

    īshvar allāh tere naam

    an-dekhā hai jag daatā

    tere dar se murādeñ paatā

    ishwar allah tere nam

    sab ko sanmati de bhagwan

    tu hi sab ka hai rakhwala

    tera rutba sab se aala

    tu hi aadil aur mehman

    ishwar allah tere nam

    hum sab nanhe munne bachche

    teri mohabbat mein hain sachche

    nannhi aql mein bhar de gyan

    ishwar allah tere nam

    har mushkil mein tu hi tu hai

    rahi ki manzil mein tu hai

    kar de har mushkil aasan

    ishwar allah tere nam

    an-dekha hai jag ka data

    tere dar se muraden pata

    Source:

    Phuljhadiyan (Pg. 35)

    • Author: Sitvat Rasool
      • Publisher: Maktaba Payam-e-Taleem, New Delhi
      • Year of Publication: 1993

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now