Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek ehsas

Asha Parbhat

ek ehsas

Asha Parbhat

MORE BYAsha Parbhat

    tumhārī narm uñgliyoñ maḳhmalī lams

    jaise

    band shīshoñ ke bāhar girtī

    musalsal barf-bārī silsila

    jaise

    dabe paañv behad āhista

    phūloñ par guzarte hue

    bachchoñ ke nāzuk qadam

    jaise

    peḌoñ par

    par sukhātī safed parindoñ qatār

    tumhaari narm ungliyon ka maKHmali lams

    jaise

    band shishon ke bahar girti

    musalsal barf-bari ka silsila

    jaise

    dabe panw behad aahista

    phulon par guzarte hue

    bachchon ke nazuk qadam

    jaise

    peDon par

    par sukhati safed parindon ki qatar

    Source:

    Mirmoze (Pg. 79)

    • Author: Asha Parbhat
      • Publisher: Publishers and Advertisers Krishna Nagar, Delhi
      • Year of Publication: 1996
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now