Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hai unki nazakaton ka pana mushkil kya kije bayan

Meer Mehdi Majrooh

hai unki nazakaton ka pana mushkil kya kije bayan

Meer Mehdi Majrooh

MORE BYMeer Mehdi Majrooh

    hai un nazākatoñ paanā mushkil kyā kiije bayāñ

    samjhe haiñ vo paañv hilānā mushkil ye taab kahāñ

    faq ho gayā rañg maiñ ne gul-rū jo kahā ya.anī un ko

    tashbīh baar hai uThānā mushkil nāzuk hai miyāñ

    hai un ki nazakaton ka pana mushkil kya kije bayan

    samjhe hain wo panw ka hilana mushkil ye tab kahan

    faq ho gaya rang main ne gul-ru jo kaha yani un ko

    tashbih ka bar hai uThana mushkil nazuk hai miyan

    Source:

    Deewan-e-Majrooh (Pg. e-463 p-390)

    • Author: Meer Mehdi Majrooh
      • Edition: 1978
      • Publisher: Sarfaraz Press, Delhi
      • Year of Publication: 1898
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now